Yahoo! Video requires a more recent version of the Adobe Flash Player.
Published 7 months ago
Hindi movie : Toofan Aur Diya Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Nirbal se ladaai balwaan ki -2 Ye kahaani hai diye ki aur toofaan ki -2 Ik raat andhiyaari, thi dishaaye kaari kaari Mand mand pawan tha chal raha ... more
Hindi movie : Toofan Aur Diya Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Nirbal se ladaai balwaan ki -2 Ye kahaani hai diye ki aur toofaan ki -2 Ik raat andhiyaari, thi dishaaye kaari kaari Mand mand pawan tha chal raha Andhiyaare ko mitaane, jag mein jyot jagaane Ik chhota sa diya tha kahi jal raha Apni dhun mein magan, uske tan mein agan Uski lau mein lagan bhagwaan ki Ye kahaani hai diye ki aur toofaan ki Kahi door tha toofaan... Kahi door tha toofaan, diye se tha balwaan Saare jag ko masalne machal raha Jhaad ho ya pahaad, deun pal mein ukhaad Soch-soch ke zameen pe tha uchhal raha Ek nanha sa diya, usne hamla kiya -2 Ab dekho lila vidhi ke vidhaan ki Ye kahaani hai diye ki aur toofaan ki Duniya ne saath chhoda, mamta ne mukh moda Ab diye pe ye dukh badne laga -2 Par himmat na haar, man mein marna vichaar Atyaachaar ki hawa se ladne laga Sar uthhaana ya jhukaana, ya bhalaai mein mar jaana less
Tell us what you think about Yahoo! Video - Send us your feedback
Copyright © 2008 Yahoo! Inc. All rights reserved.
Comments (0)
LOADING
Add a new comment
Your reply