Yahoo! Video requires a more recent version of the Adobe Flash Player.
From
Published 20 months ago
Hindi movie : Bhai Bhai Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Ai dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai (Masti bhara taraana, kyu raat gaa rahi hai Aankho mein neend aakar,... more
Hindi movie : Bhai Bhai Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Ai dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai (Masti bhara taraana, kyu raat gaa rahi hai Aankho mein neend aakar, kyu door jaa rahi hai) 2 Dil mein koyi sitamgar, armaan jaga gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai Betaab ho raha hai, ye dil machal machal ke Shaayad ye raat beete, karvat badal badal ke Lala laa lala laa... Betaab ho raha hai, ye dil machal machal ke Shaayad ye raat beete, karvat badal badal ke Eh dil zara sambhal jaa, shaayad woh aa gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai (Bheegi huwi hawaaye, mausam bhi hai gulaabi Kya chaand kya sitaare, har cheez hai sharaabi) 2 Dheere se ek naghma, koyi suna gaya hai less
Tell us what you think about Yahoo! Video - Send us your feedback
Copyright © 2009 Yahoo! Inc. All rights reserved.
Comments (0)
LOADING
Add a new comment
Your reply